Journey through the tapestry of life with Zindagi Shayari translated into English. From moments of triumph to challenges faced, these poetic verses offer reflections on the complexities and beauty of life’s journey, inviting contemplation and introspection.
Read our latest collection of Zindagi Shayari.best life shayaries with beautiful images. we are going to share you the best hindi life shayari to share your feelings with your close ones. this zindagi shayari always gives us to understand to prepare respectable life…
➶➶ ℤindagi Shayari ➷
फलक के सुखी होने पर जीवन सुखी होता है, जबकि फलक के जिम्मेदार होने पर जीवन गुलामी होता है।
Falaq ke sukhi hone par jeevan sukhi hotha hai, jabki falaq ke jimmedar hone par jeevan gulami hotha hai.
आपका जीवन आपका शिक्षक है, क्योंकि यह आपको लगातार सबक सिखाता है।
Apka jeevan apka shiksha hai, kyonki yah aapko lagathar sabaq sikhatha hai.
दुख इतना कठिन होता है, जब जीवन के कुछ पल यादें बन जाते हैं, कि हमें उनकी कीमत तभी पहचाननी चाहिए जब वे हमारे साथ हों.!
Dukh ithna kathin hotha hai, jab jeevan ke kuch pal yaden ban jathe hai, ki hame unki khimath tabhi pehchani chahie jab ve hamare sath houn.
जिंदगी में दान कुछ खोने जैसा है, लेकिन व्यक्तित्व को खोना सब कुछ खोने जैसा है.!
Zindagi me dhan kuch khone jaisa hai, lekin vyaktithv ko khona sab kuch khone jaisa hai.
इस दुनियां में सब कुछ एक जैसा नहीं चलता, कुछ आपके खिलाफ तो कुछ आपके साथ चलता है.!
Is duniya me sab kuch ek jaisa nahi chaltha, kuch aapke khilaf to kuch aapke saath chaltha hai.
ज़िन्दगी फूल सी है, तारों से भी अँधेरा होता है, रातों से भी ज़िन्दगी वो धोखा है, जिसमें गम मिलते हैं रिश्ते नातों से भी.!
Zindagi phool si hai, taron se bhi andhera hotha hai, raton se bhi zindagi vo dhokha hai, jismen gam milthe hai rishthe nathon se bhi.
जब से मैं आज में रहने लगा हूँ, कल की फ़िक्र नहीं रहती अब!
Jab se main aaj mein rahne laga hoon, kal ki fikr nahi rahthi ab..
कोई फलक से तारे तोड़ दो
ज़मीन पर आकर उन्हें छोड़ दो,
मुझे ना भाये ज़िन्दगी की खुशियां
दिल कहता है ये ज़िन्दगी छोड़ दो.!
Koi phalaq se taare tod do zameen par aakar unhen chod do, mujhe na bhaye zindagi ki khushiyan dil kahtha hai ye zindagi chod dho..
Zindagi Aur Mouth Ki Shayari
जिंदगी जन्म और मृत्यु के बीच एक छोटा सा उपहार है, इसलिए इस अंतराल में खुश रहें और हर पल का आनंद लें.!
Zindagi janm aur mrtyu ke beech ek chota sa upahar hai, islie is antaral me khush rahe aur har pal ka aanand len..
अक्सर हम गलत वक्त में ही सही सफर पर निकलते है.!
Aqsar ham galath vaqt me hi, sahi saphar par nikalthe hai..
मेरे बेजुबा इश्क को गम का तोहफा दे, गई जिंदगी बन कर आई थी और जिंदगी ही ले गई !
Mere bejuba ishq ko gam ka tohfa de, gayi jindagi ban kar aayi thi aur jindagi hi le gayi..
आया ही था खयाल कि आँखें छलक पड़ीं
आँसू किसी की याद के कितने करीब हैं.!
Aaya hi tha khayal ki ankhe chalak padi aansu kisi ki yaad ke kithne karib hai..
आप भी जानते है, हम भी जानते है, की बांकी लोग हमारे बारे में क्या जानते है.!!
Aap bhi janthe hai, ham bhi janthe hai, ki banki log hamare bare me kya janthe hai.
अपने बीते हुए कल को भूल कर,
आज में जीना ही जिंदगी है. और
समय की चाल के साथ चलना ही जिंदगी है.!
Apne bithe hue kal ko bhul kar, aaj me jeena hi jindagi hai, aur samay ki chal ke sath chalna hi jindagi hai..
zindagi attitude shayari in hindi english
जिंदगी और खुद से प्यार करो तभी हम
जीवन को बेहतर तरीके से जी सकते है !
Zindagi aur khud se pyar karo tabhi ham jeevan ko behthar tarike se jee sakthe hai..
बदल जाती है, ज़िन्दगी की सच्चाई ऊस वक़्त.
जब कोई तुम्हारा तुम्हारे सामने तुम्हारा नही होता.!
Badal jathi hai, zindagi ki sachhayi us. vaqt jab koi tumhara tumhare samne tumhara nahi hotha.
जिंदगी हर रोज सूर्य की पहली
किरण के साथ नई उम्मीद देती है,
यही इंसान के लिए जीने की वजह देती है.!
Zindagi har roj sury ki pahli kiran ke saath nayi ummid dethi hai, yahi insan ke lie jeene ki vajah dethi hai..
ज़िंदगी के सही और गलत के बीच में क्या है, और जो सही है वो सही क्यों नहीं लगता, और जो गलत है, वो सही क्यों लगता, सही और गलत का फैसला आखिर कौन करता है.!!
Zindagi ke sahi aur galath ke beech me kya hai, aur jo sahi hai vo sahi kyon nahi lagtha, aur jo galath hai vo sahi kyon lagtha, sahi aur galath ka faisala akhir kaun kartha hai..
अपना हाल तक ना बताते हैं, किसी शख्स को
देख जिंदगी हम कितना मुस्कुरा रहे हैं.!
Apna haal taq na batathe hai, kisi shaksh ko dekh jindagi ham kithna muskura rahe hai..
दनुिया की हकीकत शायरी English
अगर किसी को कुछ देना चाहते हो, तो सबसे पहले उनको इज़्ज़त दो.!
Agar kisu ko kuch dena chahate ho, tho sabse pahle unko izzath dho.
समंदर न सही पर एक नदी तो होनी चाहिए,
तेरे शहर में ज़िंदगी कहीं तो होनी चाहिए.!
Samandar na sahi par ek nadhi to honi chahie tere shahar me zindagi kahi tho honi chahie.
अजीब हालत है मेरे भी,
कभी जो अपना था अब वो सपना है.!
Ajeeb halath hai mere bhi, kabhi jo apna tha ab vo sapna hai.
अब किसी और से बात करने में दिल नहीं लगता, जब से मैंने अपने आप से बात करना शुरू किया है.!
Ab kisi aur se bath karne me dil nahi lagtha, jab se maine apne aap se bath karna shuru kiya hai.
इक टूटी सी ज़िंदगी को समेटने की चाहत थी
न खबर थी, उन टुकड़ों को ही बिखेर बैठेंगे हम!
Ik tooti si zindagi ko sametne ki chahath thi na khabar thi, un tuqdon ko hi bikher baitenge ham.
अपने तो सब हैं, यहाँ पर वास्ता कोई नहीं.!
चाहत दिखाते तो सब यहाँ, पर चाहता कोई नहीं.!
Apne tho sab hai, yahan par vastha koi nahi. chahath dikhthe tho sab yahan, par chahtha koi nahi..
zindagi sad shayari in english
जिंदगी को अगर बेहतर बनाना है,
तो दर्द को छुपाना होगा और गम में
मुस्कुराना सीखना होगा.!
Zindagi ko agar behthar banana hai, tho dard ko chupana hoga aur gam me muskurana sikhna hoga..
मुझे ज़िन्दगी का इतना तजुर्बा तो नही,
पर सुना है ज़िन्दगी में लोग जीने नही देते!
Mujhe zindagi ka itna tajurba to nahi, par suna hai zindagi me log jine nahi dethe.
मत पूछो कैसे गुजरता है,
हर पल तुम्हारे बिना
कभी बात करने की हसरत
कभी देखने की तमन्ना.!
Math pucho kaise gujartha hai, har pal tumhre bina kabhi baat karne ki hasarath kabhi dekhne ki tamanna.
कागज लिए-लिए हाथों में सोचता ही रह जाता हूँ, जब तक रूह से राबता ना होती है, तब तक कुछ लिख नहीं पाता हूँ.!
Kagaj lie-lie hathon me sochtha hi rah jatha hoon, jab tak rooh se rabatha na hothi hai, tab taq kuch likh nahi patha hun.
ज़िन्दगी में ऐसे लोग भी होते है,
जिन्हें हम पा नही सकते सिर्फ चाह सकते है.!
Zindagi me aise log bhi hothe hai, jinhen ham pa nahi sakthe sirf chah sakthe hai..
jindagi ke bare mein shayari
रास्ते बहुत है, इस दुनिया मंज़िल वैसी ही मिलेगी जिस रास्ते पर चलोगे!
Rasthe bahut hai, is duniya manzil vaisi hee milegi jis rasthe par chaloge.
हमारा कोई अपना बन जाता
बंद आँखों का सपना बन जाता,
ज़िन्दगी के लिए हम अँधेरे बन गए कि
कहीं ये ही अँधेरा मेरी ज़िन्दगी का गुनाह न बन जाता!
Hamara koi apna ban jatha band aankhon ka sapna ban jatha, zindagi ke lie ham andhere ban gaye ki kahi ye hi andhera meri zindagi ka gunah na ban jatha..
उन्होंने मेरे सात गलत किया, अब मैं इंतज़ार उनकी बारी का कर रहा हूँ.!
Unhone mere sath galath kiya, ab me intezaar unaki bari ka kar raha hoon.
ज़िंदगी जिसका बड़ा नाम सुना है, हमने
एक कमजोर सी हिचकी के सिवा कुछ भी नही.!
Zindagi jiska bada naam suna hai, hamne ek kamjor see hichaki ke siva kuch bhi nahi..
जो लोग अच्छे – लगते है, वो समझ भी लें। तो ज़िंदगी में मज़ा ही आ जाय.!!
Jo log achhe lagthe hai, vo samajh bhi len. tho zindagi me maza hi aa jaaya..
कुछ ऐसे सिलसिले भी चले ज़िंदगी के साथ
कड़ियां मिलीं जो उनकी तो ज़ंजीर बन गए.!
Kuch aise silsile bhi chale zindagi ke saath kadiyan milin jo unaki to zanjeer ban gaye..
life shayari in english
Meri Koshish Kabhi Kamyaab Na Ho Saki,
Na Tujhe Pane Kii Na Tujhe Bhulane Ki.
Kaun Kehta Hai Ki,
Mohabbat Barbaad Kar Deti Hai.
Nibhane Wala Mil Jaye To,
Duniya Yaad Karti Hai.
Wo Din Din Nahi, Wo Raat Raat Nahi,
Wo Pal Pal Nahi, Jis Pal Teri Yaad Nahi,
Teri Yaadon Se Maut Hame Alag Kar Sake,
Maut Ki Bhi Ye Aukat Nahi.
Don’t Cry for That person
Who Dosen t know the Value of Your Tears..
Tears come from the heart
not from the brain
Tera Nazaria Mere Nazariye Se Alag Tha
Shayad Tujhe Waqt Guzarna Tha Aur Mujhe Zindgi
Gahare jakhmo kee baat chal rahee thi,
Sab apana tuta dil dikha rahe the,
Aur ham bas muskura rahe the.
Ishq karna toh lagta hai jaise
Maut se bhi badi saza hain,
Kya kisi se shikwa karein,
Jab apni taqdeer hi bewafa h
One bad chapter
Doesn’t mean your
Life is over don’t quit
Little do you know
How I’m breaking
While you fall asleep.
Little do you know
I’m still haunted by
The memories
Dil se roye magar honto se muskura beithe,
yunhi hum kisi se wafa nibha beithe,
wo hame ek lamha na de paye apne pyar ka,
aur hum unke liye apni zindagi gawa beithe.
Khamosh Muhabbat Ka Ehsaas Hai Wo,
Mere Khwahish Mere Jazbaat Hai Wo,
Aksar Ye Khyal Kyu Aata Hai Dil Mai,
Meri Pahli Khoj Or Aakhiri Talash Hai Wo
Pyar Tha, Mohabbat Thi, Ada Thi,
Sab Kuchh Tha Usme.
Wafa Hoti To Kayamat Hoti.
Tum Lakh Chupao Dil Me
Khawais Hamare Chahat Ki
Dil Jab Bhi Tumhara Dhadka Hain
Aawaj Yaha Tak Aayi Hai
Chaahat Ke Yeh Kaise Afsane Huye,
Khud Nazron Mein Apni Begane Huye
Kisi Bhi Riste Ka Khayal Nahi Mujhe,
Ishq Mein Tere Is Kadar Diwaane Huye.
sad shayari english in hindi
Jab koee apana gairo ke jaisa,
Vyavahar karne lagta hai,
Tab dil ko dooriyon ka,
Ahasaas hone lagata he
When the Nice
Guy losses his
Patience the devil
Shivers
Har lamha yun kal Ko talash raha hai yeh dil,
Guzri yaadon ko fir se jeena chah raha hai yeh dil,
Koi mujhse bhi puch le kyun khamosh hai meri aankhein,
Meri zindagi ko fir se maang raha hai ye dil.
Unke Seenon Me Kabhi Jhank Kar Dekho To Sahi
Kitna Rote Hain Tanhai Me Auron Ko Hansane Wale.
Jab Dil Toota Hai To,
Har Koi Kehta Hai…
Tumhein Usse Bhi Achha Koi Milega.
Magar Koi Ye Nahi Jaanta?
Jarurat Achhe Ki Nahi Hoti,
Uski Hoti Hai, Jisse Mohabbat Ho.
Wafa Ka Dariya Kabhi Rukta Nahi
Ishq Me Aashiq Kabhi Jhukta Nahi
Sirf Teri Khuisyo Ke Khatir Chup Hu
Mohabbat Ke Kisi Kuch Samajhta Nah
Wo Nadaan Hai Baatein Samajhte Nahi,
Yeh Din Yeh Raatein Samjahte Nahi,
Main Paas Bhi Jaun To Darr Jaate Hain,
Main Dard Nahi Dawa Hun Samajhte Nahi.
Sab se jyaada dard tab hota he,
Jab bina kisee galatee ke log,
Hame galat samajh lete he,
Aur saath chhod dete he.
Agar Thak Jaao Kabhi Toh Humse Kahna
Hum Utha Lenge Tumko Apni Baahon Mein
Aap Ek Baar Pyar Karke Toh Dekho Humse
Hum Khusiyan Bichha Denge Aapki Raahon Mein
Khamosh Muhabbat Ka Ehsaas Hai Wo,
Mere Khwahish Mere Jajbat Hai Wo,
Aksar Ye Khyal Kyu Aata Hai Dil Mai,
Meri Pahli Khoj Or Aakhiri Talash Hai Wo
Tum Rakh Na Sakoge,
Mera Tohfa Sambhal Kar.
Warna Main Abhi De Doon,
Jism Se Rooh Nikalkar.
Socha The Tadpayenge Hum Unhe
Kis Or Ka Naam Lekar
Jalayenge Hum Unhe
Par Bhool Gaye The
Hamari Jaan To Unme Basti hain
To Phir Bhala Kaise Sataye Hum Unhe
very sad 2 line shayari in english
Maja Chakh Lene Do Use Gairon Ki Mohabbat Ka
Itni Chahat Ke Baad Jo Mera Na Hua Wo Auron Ka Kya Hoga.
Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De,
Esa Kar E Khuda Meri Hasti Mita De,
Yun Ghut Ghut Ke Jeene Se To Maut Behtar Hai,
Mai Kabhi N Jagun Mujhe Esi Need Sula De.
Ab Tut Gya Dil To Bawal Kya Karen,
Khud Hi Kiya Tha Pasand Ab Sawal Kya Karen!
Gahari Thi Raat Lekin Ham Khoye Nahi,
Dard Bahut Tha Dil Me Magar Ham Roye Nahi,
Koi Nahi Hamara Jo Puchhe Hamse,
Jaag Rahe Ho Kisi Ke Liye Ya Kisi Ke Liye Soye Nahi…
Sath Manga Mila Nahi
Khushi Mangi Mili Nahi
Pyaar Manga Kismat Me Tha Nahi
Aur Dard Bin Mange Hi Mil Gya.
Pyaar Ke Ujaale Me Gam Ka Andhera Aata Kyun Hai?
Jisko Ham Chahe Wahi Rulata Kyun Hai?
Agar Wah Mera Naseeb Nahi?
To Khuda Ese Logon Se Milata Kyun Hai.
Khud Hee Roe Aur Khud Hee Chup Ho Gae,
Ye Sochakar Kee Koee Apana Hota To Rone Na Deta!!
Jara See Galataphahamee Par
Na Chhodo Kisee Apane Ka Daaman
Kyonki Jindagee Beet Jaatee Hai
Kisee Ko Apana Banaane Mein
Aansoo Bhee Aate Hain Aur
Dard Bhee Chhupaana Padata Hai
Ye Jindagee Hai Saahab Yahaan
Jabaradastee Bhee Muskuraana Padata Hai.
Adaen Kaatil Hotee Hain
Aankhen Nasheelee Hotee Hain,
Mohabbat Mein Aksar Honth Sookhe Hote Hain
Aur Aankhe Geelee Hotee Hain.
Jahar Kee Bhee Jarurat Nahin Padee
Hamen Maarane Ke Lie, Tumhaare Aise
Bartaav Ne Hee Hamen Maar Daala.
Samet Le Jao Apne Jhuthe Wadon Ke Adhure Kisse,
Agali Mohabbt Me Tumhe Fir Inki Jarurat Padegi.
Wo Naraj Ho Jaye To Bechain Ho Jate Hain Ham…
Ham Khafa Ho Jaye To Wo Wajah Tak Nahi Puchhate.
sad friendship shayari in english
Tree Dosti Ke Liye Ham
Jamane se Lad jaenge
kuchh Is Kadar Ham Apne
Dosti Ka farj nibhaenge…
Tej zindagi Ki Raftar Mein
Ham Kuchh Yun Gujar Chale Hain
ki Doston Se Bhari mahfil
mein bhi Ham Dur Ho Chale Hain…
Teri Dosti Par Aanch Aaye To
Main Shahar Mein
Katleaam Kar Dunga
Teri Dosti Ke Liye
Yaaron Me Maut Se Lard Dunga..
Har Rota Huwa Lamha
Bhi Muskuraega
Jab Mera Saccha yaar
Mere Sath Gaega…
Tere Sath hone se Hi Meri
zindagi Mein ugiyara Hai
Tere Jaisa Yaar Mujhe Mila
yeh Meri Dua ka Sahara hai…
Dosti Ka Rishta Sabhi Rishton
Se Bada hota hai yah Rishta
Insaniyat per tika Hota Hai..!
Aaj Fir jikr jigri Yaar Ka Aaya hai
Hanste muskurate palo mein
Aankhon Mein Pani Laya Hai..
Tu Mila Toh Sab Mila
Main Tanha Saa
Tha Na Jaane Kab Se
Matlab Jana Hai Yaari Ka
Tu Mila Hai Yaar Jab Se…
Dosti Insan ki jarurat hai
Dilon per Dosti Ki Hukumat
hai aapke Pyar Ki vajah Se
Jinda Hai Varna Khuda Ko
Bhi Hamari jarurat hai
Dosti Ka Shukriya Kuch Is
Tarah Ada karun aap Bhul Bhi
Jao To Main Har Pal Yad karun
lakeere to Hamari bhi bahut
Khaas hai Tabhi to tum
jaise dost Hamare pass hai..
Dosti Hoti Hai anytime Ham bhi
NiBaithe Hain sometime Yad kiya
karo anytime Tum khush raho
all time Yahi Dua Hai Meri lifetime..
Muskurahat Tumhi Se Milti Hai
Dard Ko Raahat Tumhi Se Milti
Hai Ruthna Kabhi Mat Humse Aye
Dosto Hume Jeene Ki Chahat
Tumhi Se Milti Hai…
Doori Ho To Ahsaas Hota Hai
Dost Ke Bina Jivan Kitna Udas
Hota Hai Umar Ho Apki Sitaron
Jitani Lambi Aisa Dost Kahan
Kisi Ke Pass Hota Hai…
sad shayari in english for boyfriend
Uska Man Dekhkar Man Laga Baithe
Man Se Man Mila To Wo Tang Aa Baithe.
Talaash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Me,
Dard Ho To Samjh Lena Rishta Abhi Baki Hai.
Dua Karana Dam Bhee Usee
Din Nikale,
Jis Din Tere Dil Se Ham
Nikale
Aadha Khvaab, Aadha Ishq, Aadhee
See Hai Bandagee,
Mere Ho…Par Mere Nahee.. Kaisee Hai Ye
Jindagee…
Is Tarah Milee Vo Mujhe Saalon Ke Baad
Jaise Haqeeqat Milee Ho Khyaalon Ke Baad
Main Poochhata Raha Us Se Khataayen Apanee
Vo Bahut Roee Mere Savaalon Ke Baad.
Agar Khuda Ne Poochha To Kah Denge, Huee Thee
Mohabbat, Magar Jisase Huee
Ham Usake Kaabil Na The,,,
Mujhe Bahut Pyaaree Hai Tumhaaree Dee
Huee Har Ek Nishaanee,
Ab Chaahe Vo Dil Ka Dard Ho Ya
Aankhon Ka Paanee..!!
Apana Banaakar Phir Kuchh Din Mein
Begaana Bana Diya,
Bhar Gaya Dil Hamase To Majabooree
Ka Bahaana Bana Diya.
Un Logon Ka Kya Hua Hoga
Jinako Meree Tarah Gam Ne Maara Hoga
Kinaare Par Khade Log Kya Jaane
Doobane Vaale Ne Kis Kis Ko Pukaara Hoga..
Vo Nahee Aatee Par Apanee Nishaanee Bhej Detee Hai,
Khvaabo Mein Daastaan Puraanee Bhej Detee Hai,
Usakee Yaadon Ke Pal Kitane Bhee Meethe Hain,
Magar Kabhee Kabhee Aankhon Mein Paanee Bhej Detee Hai.
Jaane Laage Jab Vo Chhod Ke Daaman Mera,
Toote Hue Dil Ne Ek Himaaqat Kar Dee,
Socha Tha Ki Chhupa Lenge Gam Apana,
Magar Kamabakht Aankhon Ne Bagaavat Kar Dee.
Kabhee Ro Ke Muskurae
Kabhee Muskura Ke Roe
Jab Bhee Teree Yaad Aaee Tujhe Bhula Ke Roe
Ek Tera Hee To Naam Tha Jise Hazaar Baar Likha
Jitana Likh Ke Khush Hue Us Se Zayaada Mita Ke Roe.
Na Mera Dil Bura Tha
Na Usame Koee Buraee Thee
Bas Naseeb Ka Khel Hai,
Kyonki Kismat Mein Judaee Thee..
sad shayari in english for girlfriend
Ek Din Ham Bhee Kaphan Odh Jaayenge,
Sab Rishte Is Jameen Ke Tod Jaayenge
Jitana Jee Chaahe Sata Lo Mujhako
Ek Din Rota Hua Sabako Chhod Jaayenge.
Na Aansooon Se Chhalakate Hain
Na Kaagaz Par Utarate Hain,
Dard Kuchh Hote Hain Aise Jo Bas
Bheetar Hee Bheetar Palate Hain…
Tum Par Bhee Yakeen Hai Aur
Maut Par Bhee Etabaar Hai,
Dekhate Hain Pahale Kaun Milata Hai
Hamen Donon Ka Intajaar Hai.
Agar Vo Khush Hai Dekhakar Aansoo Meree Aankhon Mein
To Rab Kee Kasam Ham Muskuraana Chhod Denge
Tadapate Rahenge Use Dekhane Ke Lie
Lekin Usakee Taraph Nazaren Uthaana Chhod Denge.
Toot Jaayegee Tumhaaree
Jid Kee Aadat Bhee Us Din,
Jab Pata Chalega Kee
Yaad Karane Vaala Ab Yaad Ban Gaya
Suna Bhee Kuchh Nahee,
Kaha Bhee Kuchh Nahee,
Par Aise Bikhare Hain Jindagee Kee Kashmakash Mein…
Ki Toota Bhee Kuchh Nahee,
Aur Bacha Bhee Kuchh Nahee…
Ham Hansate To Hain Lekin Sirph
Doosaron Ko Hansaane Ke Lie
Varana Zakhm To Itane Hain Ki
Theek Se Roya Bhee Nahee Jaata.
Tumhen Pa Lete To Kissa Khatm Ho Jaata,
Tumhen Khoya Hai To Yakeenan Kahaanee Lambee Chalegee.
Tum Meree Laash Par Rone Mat Aana
Mujhase Bahut Pyaar Tha Ye Jataane Mat Aana
Dard Do Mujhe Jab Tak Duniya Mein Hoon
Jab So Jaoon Phir Jagaane Mat Aana
Aise Gaye Dil Kee Zamee Banjar Kar Ke
Aaj Tak Koee Phool Na Khil Saka
Bastee Bastee Log Mile Hamaraah Magar
Phir Kabhee Tera Pata Na Mil Saka..
Jeete The Ham Bhee Kabhee Shaan Se
Mahak Uthee Thee Jindagee Kisee Ke Naam Se
Magar Phir Guzare Us Mukaam Se
Ki Nafarat See Ho Gaee Mohabbat Ke Naam Se
Ishq Kee Naasamajhee Mein
Ham Apana Sabakuchh Gavaan Baithe,
Unhen Khilaune Kee Jaroorat Thee…
Aur Ham Apana Dil Thama Baithe!!
best sad shayari in english
Kabhee Kabhee Karate Hain Jindagee Kee Tamanna
Kabhee Maut Ka Intajaar Karate Hain,
Vo Hamase Kyon Door Hain Pata Nahee, Jinhen Ham
Jindagee Se Bhee Jyaada Pyaar Karate Hain..
Zindagee Rahee To Yaad Sirph
Tumhe Hee Karate Rahenge
Bhool Gae To Samajh Jaana
Ab Ham Zinda Nahee Rahe..
Na Koee Manjil Hai Na
Koee Kinaara Hai,
Na Ham Kisee Ke Na Koee
Hamaara Hai..!!
Ham Bahut Hansate The,
Jindagee Ne Aaj Rona Seekha Diya,,
Sabake Saath Baithana Achchha Lagata Tha,
Aaj Akele Rahana Seekha Diya,,
Baat Karane Ka Shauk To Bahut Tha, Par
Jindagee Ne Aaj Chup Rahana Seekha Diya,,,
Ro Pada Vo Phakeer Bhee
Mere Haathon Kee Lakeeren Dekhakar
Bola Tujhe Maut Nahee
Kisee Kee Yaad Maaregee..
Mainne Kabhee Kisee Ko Aajamaaya Nahee,
Jitana Pyaar Diya Utana Kabhee Paaya Nahee,
Kisee Ko Hamaaree Bhee Kamee Mahasoos Ho,
Shaayad Khuda Ne Mujhe Aisa Banaaya Nahee.
Pyaar Kiya Naadaan The Ham,
Galatee Huee Kyonki Insaan The Ham,
Aaj Jinhen Nazaren Milaane Mein Takaleeph Hotee Hai
Kabhee Usakee Jaan The Ham !
Har Koee Mujhe Jindagee Jeene Ka Tareeka Bataata Hai
Unhen Kaise Samajhaoon Kee Kuchh Khvaab
Adhoore Hain Varana Jeena Mujhe Bhee Aata Hai.
Saare Jamaane Mein Bant Gaya ‘Vakt Unaka’
Hamaare Hisse Mein Sirph Bahaane Hee Aae.!
Socha Tha Har Dard Bataenge
Tumase Milakar
Tumane To Itana Bhee Nahee Poochha Ki
Tum Khaamosh Kyon Ho…
Gam Ke Dariya Se Milakar Bana Hai Yah Saagar,
Tum Kyon Isamen Samaane Kee Koshish Karate Ho,
Kuchh Nahin Hai Aur Is Jeevan Mein Dard Ke Siva,
Tum Kyon Zindagee Mein Aane Kee Koshish Karate Ho.
Aankhon Mein Raha Dil Mein Utar Kar Nahin Dekha
Kashtee Ke Musaaphir Ne Samandar Nahin Dekha
Patthar Mujhe Kahata Hai Mera Chaahane Vaala
Main Mom Hoon Usane Mujhe Chhoo Kar Nahin Dekha..
Conclusion:
Let Zindagi Shayari in English serve as a companion on your journey through life, offering solace, wisdom, and inspiration along the way. Whether pondered in solitude or shared with others, let these poetic verses enrich your understanding of life’s profound mysteries and complexities.
Also read this
Which engineering branches are the toughest?
Best Love Shayari in English 2024
15+ best 2 Line Love Shayari in English 2024